LYRIC

Tak Dhina Dhin Lyrics from the movie, Aladin. This song is sung by Shankar Mahadevan, & Shaan. Music composition by Vishal Shekhar with lyrics inscribed by Vishal Dadlani & Anvita Dutt Guptan. The soundtrack album is released under Eros Music label.

hey abhi na manega abhi na janega meri ye bate yaha
kabhi na kabhi tu pehchanega maine tha sach kaha

khoyi khoyi teri haalat khoyi khoyi
aaja jaga le teri kismat soyi soyi
tere isharo pe nachega saara jaha
tak dhina dhin hey aladin badali duniya ke aaya naya din
tak dhina dhin hey aladin kal bhula de ke abb hai tera din
abhi na manega abhi na janega meri ye bate yaha
kabhi na kabhi tu pehchanega maine tha sach kaha

are tune jo dekha na socha na hoga kabhi tere khaabo me
are hone hai woh jo tune padha hoga kahi kitabo me
ho tere question ka tu hi answer hai
jindagi disco hum sab dancer hai
sang apne jhumega gaye sara ye sama
tak dhina dhin hey aladin badali duniya ke aaya naya din
tak dhina dhin hey aladin kal bhula de ke abb hai tera din
abhi na manega abhi na janega meri yeh baate yaha
kabhi na kabhi tu pehchanega maine tha sach kaha

maine to nacha na hi gaya kabhi mere khwabo me
kya hai jo mujhe gawata hai koyi mujhe ye bata to de
mere questions ka kya koyi answer hai
mere andar kya koyi dancer hai
dancer hai duniya se kahe tu chhupa
tak dhina dhin hey aladin badali duniya ke aaya naya din
tak dhina dhin hey aladin kal bhula de ke abb hai tera din
abhi na maanega abhi na janega meri ye bate yaha
kabhi na kabhi tu pehchanega maine tha sach kaha

hey hey
tak dhina dhin hey aladin badali duniya ke aaya naya din
tak dhina dhin hey aladin kal bhula de ke abb hai tera din
kal bhula de ke abb hai tera din

Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO