LYRIC

Nazren Ladgaiya Lyrics from the movie, Bal Bramhachari. This song is sung by Ram Shankar, & Kavita Krishnamurthy. Music composition by Bappi Lahiri with lyrics inscribed by Prakash Mehra. The soundtrack album is released under Venus label.

nazre lad gaiya lut gayi main saiya
nazre lad gaiya lut gayi main saiya
ab jo ho hona
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
ho rama ho rama

nazre lad gaiya lut gayi main saiya
ab jo ho hona
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya

zindagi teri ho gayi ho gayi teri zindagi
zindagi teri ho gayi ho gayi teri zindagi
dil nahi udaya dil dil se lagaya dil
dil ki lagi nahi dillagi
khush gaye natkhat dil kare dhak dhak
milega tu kab tak ja meri
ho zindagi teri ho gayi ho gayi teri zindagi
dil nahi udaya dil dil se lagaya dil
dil ki lagi nahi dillagi
khush gaye natkhat dil kare dhak dhak
milega tu kab tak ja meri

jag chhute rab ruthe jag chhute rab ruthe
mujhko kya karna
oye oye oye oye oye
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
ho rama ho rama
nazre lad gaiya lut gayi main saiya
ab jo ho hona
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya

main fida sone yaar pe yaar pe main fida
main fida sone yaar pe yaar pe main fida
chunari rangaungi main bindiya sajaungi main
mehandi rachau tere nam ki
pyar ke na kaam aaye yaar ke na kaam aaye
phir ye jawani kis kaam ki
o main fida sone yaar pe yaar pe main fida
chunari rangaungi main bindiya sajaungi main
mehandi rachau tere nam ki
pyar ke na kaam aaye yaar ke na kaam aaye
phir ye jawani kis kaam ki
galiyo me raaho me galiyo me raaho me
charcha ye hona haaye

main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya

nazre lad gaiya lut gayi main saiya
ab jo ho hona
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya
ho rama ho rama ho rama ho rama
main yaar yaar kahna main baar baar kahna
main saath saath rahna piya


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO