LYRIC

Ram Dhun Gaon Lyrics from the movie, Bal Bramhachari. This song is sung by Udit Narayan. Music composition by Bappi Lahiri with lyrics inscribed by Prakash Mehra. The soundtrack album is released under Venus label.

shree ramchandra kripa bhajman haran bhav bhayadarunam
haran bhav bhayadarunam
navtanj lochan kanjmukh kar kanjpad kanjarunam
kanjpad kanjarunam
bhaj dinbandhu dineshdanav daityavansha nikandnam
daityavansha nikandnam
raghunand aanand kand kaushal chand dasharath nandnam
shree ramchandra kripa bhajman haran bhav bhayadarunam
navtanj lochan kanjmukh kar kanjpad kanjarunam

ram dhun gao kripal dhun gao, ram dhun gao kripal dhun gao
duniya ki sabse kamal dhun gao
duniya ki sabse kamal dhun gao
jiski koi misal na jag me
jiski koi misal na jag me, jhum ke wo bemisal dhun gao
ram dhun gao kripal dhun gao
duniya ki sabse kamal dhun gao
ram dhun gao kripal dhun gao
duniya ki sabse kamal dhun gao
jiski koi misal na jag me, jhum ke wo bemisal dhun gao
ram dhun gao kripal dhun gao
duniya ki sabse kamal dhun gao
ram dhun gao kripal dhun gao
duniya ki sabse kamal dhun gao
hey ram hey ram

wohi maare wohi taare, wohi maare wohi taare
teri meri kya aukat
usike dumse suraj chanda, usike damse suraj chanda
usike dumse din aur raat
jag me chahe sab kuchh bhulo ishwar allah na bisrao
ram dhun gao, kripal dhun gao
duniya ki sabse kamal dhun gao
ram dhun gao, kripal dhun gao
duniya ki sabse kamal dhun gao
jiski koi misal na jag me, jhum ke wo bemisal dhun gao
ram dhun gao, kripal dhun gao
duniya ki sabse kamal dhun gao
ram dhun gao, kripal dhun gao
duniya ki sabse kamal dhun gao

na kuchh tera na kuchh mera, na kuchh tera na kuchh mera
duniya rain basera hai
phir kyun tujhko bhai mere, phir kyun tujhko bhai mere
in papo ne ghera hai
jag me chahe sab kuchh bhulo ishwar allah na bisrao
ram dhun gao, kripal dhun gao
duniya ki sabse kamal dhun gao
ram dhun gao, kripal dhun gao
duniya ki sabse kamal dhun gao
jiski koi misal na jag me
jiski koi misal na jag me, jhum ke wo bemisal dhun gao
mere sur me sur ko milao, sing everyboy
ram dhun gao, kripal dhun gao
duniya ki sabse kamal dhun gao
ram dhun gao, kripal dhun gao
duniya ki sabse kamal dhun gao
hey ram hey ram, hey ram hey ram


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO