LYRIC

The song Mere Jhumke Ke is from the movie Kachche Heere. It is sung by Asha Bhosle and composed by R. D. Burman. The lyrics are written by Majrooh Sultanpuri. Saregama released the soundtrack album for the movie.

mere jhumke ka ha
mere jhumke ka laga aisa jhatka
daiya re aisa jhatka
balam culcutta pahunch gaye na
mere jhumke ka laga aisa jhatka
daiya re aisa jhatka
balam culcutta pahunch gaye na
lapak jhapak me kya hua pata nahi re
pata nahi
lapak jhapak me kya hua pata nahi re
mere jhumke ka ha
mere jhumke ka laga aisa jhatka
daiya re aisa jhatka
balam culcutta pahunch gaye na

us din puchhu nahi chaplat kaisi bhai
saiya ne baiya dhari main bhi machal gayi
ho us din puchhu nahi chaplat kaisi bhai
saiya ne baiya dhari main bhi machal gayi
haye re
phir unko sataya itta itta
tarsaya itta itta
balam culcutta pahunch gaye na
mere jhumke ka laga aisa jhatka
daiya re aisa jhatka
balam culcutta pahunch gaye na

phir aisa bhi hua main thi dware khadi
kisi ek chhailwa ki mujh pe najar padi
ho phir aisa bhi hua main thi dware khadi
kisi ek chhailwa ki mujh pe najar padi
daiya, gale main bhi padi thi albatta
ha ha ji albatta
balam culcutta pahunch gaye na

lapak jhapak me kya hua pata nahi re
pata nahi
lapak jhapak me kya hua pata nahi re
mere jhumke ka ha
mere jhumke ka laga aisa jhatka
daiya re aisa jhatka
balam culcutta pahunch gaye na


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO