LYRIC

The song Chadhi Jawaani is from the movie Kachche Heere. It is sung by Asha Bhosle and composed by R. D. Burman. The lyrics are written by Majrooh Sultanpuri. Saregama released the soundtrack album for the movie.

haye niyadiyo
main kithe jawa

chadhi jawani haye rut mastani
hey hey ha aa hey hey ha aa
o chadhi jawani rut mastani
sujhe aar na paar
haye main kithe jawa
daso main kithe jawa
haye main kithe jawa
daso main kithe jawa
chadhi jawani rut mastani
sujhe aar na paar
haye main kithe jawa
daso main kithe jawa
haye main kithe jawa
ho main kithe jawa
chadhi jawani rut mastani
sujhe aar na paar
haye main kithe jawa
haye main kithe jawa
haye main kithe jawa
ni adiyo main kithe jawa

chhod gaya baaho me utha ke
kaun chhail matwala
o tadpe jiya jaise nas nas me
fut rahi hai jwala
tu hi aaye to chain aaye
aaja dil bariyaar
haye main kithe jawa
haye main kithe jawa
haye main kithe jawa
ni adiyo main kithe jawa

o o
aaj to apni kaali palak se maar diya tune haye
o laage jaise dil par dole bicchua dank uthaye
zehar hai tera o bedardi
tu hi aake utaar
haye main kithe jawa
haye main kithe jawa
daso main kithe jawa
haye main kithe jawa
chadhi jawani haye rut mastani
arrrr
chadhi jawani haye rut mastani

gora badan mora khul khul jaye
main to sambhalu kitna
o dekho ri sakhiyo pahle
milan me haal hua ye apna
ram hi jane halat kya ho
milkar agli baar
haye main kithe jawa
haye main kithe jawa
haye main kithe jawa
ni adiyo main kithe jawa


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO