LYRIC

The song Govinda is from the movie Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar. It is sung by Alka Yagnik, & Babul Supriyo and composed by Anand–Milind. The lyrics are written by Ibrahim Ashq. Universal Music released the soundtrack album for the movie.

aala re aala govinda aala aala re aala re
aala re aala govinda aala aala re aala re
aaigo aaigo
o dil ke raja aaja re aaja
sabko hai tujhse pyar aaigo
dilwala tu hai matwala tu hai
tujhsa nahi dildar
aaigo he aaigo

aankho ka kajal paao ki payal
tere gale ka haar aaigo
ye aankho ka kajal paao ki payal
tere gale ka haar aaigo
ye tere latke ye tere jhatke
baato ki ye takraar aaigo

ye teri baate mithi hai ghate
sikha nahi tune payar aaigo
banne laga hai sabka tu hero
kaisa chadha hai bukhar aaigo aaigo

dekho ye ladki chingari badki
tumne jo sach keh diya
mushkil padegi tik na sakegi
notice jo humne liya
dekho ye ladki chingari badki
tumne jo sach keh diya
mushkil padegi tik na sakegi
notice jo humne liya
hum jab bhi chahe tujhko nachaye
ho ja jara hosiyaar aaigo aaigo

baato me teri dam kuch nahi hai
pagla hai tu pagla
harega baaji sun le re paji
chakkar koi bhi chala
baato me teri dam kuch nahi hai
pagla hai tu pagla
harega baaji sun le re paji
chakkar koi bhi chala
sachi hai boli lekin hai goli
aisa hai mera haar aaigo

aankho ka kajal paao ki payal
tere gale ka haar aaigo
ye tere latke ye tere jhatke
baato ki ye takraar aaigo

ye teri baate mithi hai ghate
sikha nahi tune payar aaigo
banne laga hai sabka tu hero
kaisa chadha hai bukhar aaigo aaigo

aala re aala govinda aala aala re aala re
aala re aala govinda aala aala re aala re
aala re aala govinda aala aala re aala re


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO