LYRIC

Aaj Dil Gustakh Hai Lyrics from the movie, Blue. This song is sung by Sukhwinder Singh, Shreya Ghoshal, Shi Millhouse, & Henry Kuruvilla. Music composition by A. R. Rahman with lyrics inscribed by Rajat Arora. The soundtrack album is released under T-Series label.

aaj dil gustakh hai, paniyo pe aag hai

dhadkan bhi betab hai, chal chal shararara re

saanso me sailaab hai, kya surila khwab hai

dhadkan bhi betab hai, chal chal shararara re

dhup gum hai dekhke, do badan hai ret pe

saaya leki ek hai, chal chal shararara re

woo ya ya ya chal chal shararara chala junu

chal chal shara sharara jane kahan milega sukun

aaj dil gustakh hai, paniyo pe aag hai

dhadkan bhi betab hai, chal chal shararara re

saanso me sailaab hai, kya surila khwab hai

dhadkan bhi betab hai, chal chal shararara re

meri sham dhalati dhalati kar rahi hai galti galti

teri rah chalti chalti hai kyu

meri sham dhalati dhalati kar rahi hai galti galti

teri rah chalti chalti hai kyu

badalo pe udta hai, na ruke na mudta hai

waqt ko itni jaldi hai kyu

badalo pe udta hai, na ruke na mudta hai

waqt ko itni jaldi hai kyu

chal chal shararara re

jane kaha milega suku

aaj dil gustakh hai, paniyo pe aag hai

dhadkan bhi betab hai, chal chal shararara re

saanso me sailaab hai, kya surila khwab hai

dhadkan bhi betab hai, chal chal shararara re

kabhi to dekho dekho kabhi to paas aake

halke halke kal ke nashe me aaj aankhe

ye junu khubru khubru hai yara tu

aur kya kahu mai kya kahu oo yeah

chal chal sara rara tera junu

suruh dariya hua, pursuku dariya hua

kya kahu me kya hwa, chalchal sara rara re

aasman chalka hua, din bhi hai dhalta hua

kya kahu mai kya huwa, chal chal sara rara re

woo ya ya ya chal chal shararara chala junu


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO