LYRIC

The song Zindagi Main Tujhpe is from the movie Jaani Dushman: Ek Anokhi Kahani. It is sung by Alka Yagnik and composed by Anand Raj Anand. The lyrics are written by Nitin Raikwar. Universal Music released the soundtrack album for the movie.

aaja, aaja, aaja, aaja
aaja, aaja, aaja, aaja
aaja, aaja, aaja, aaja

zindagi main tujhi pe lutaunga
zindagi main tujhi pe lutaunga
main to marke bhi tujhko chahunga
zindagi main tujhi pe lutaungi
zindagi main tujhi pe lutaungi
main to marke bhi tujhko chahungi
aaja, aaja, aaja, aaja

ye to hai dibar mehbub ka wada
tode se na tute
ye to hai janam dildar ka daman
chhode se na chhute
chahte kah rahi har ghadi yaar ki
har kasam se badi hai kasam pyar ki
pyar ka main ye wada nibhaungi
aaja, aaja, aaja, aaja
zindagi main tujhi pe lutaungi
zindagi main tujhi pe lutaungi
main to marke bhi tujhko chahungi

na jami hogi na to gagan hoga
badlega har mausam
in hawao me mehki fizao me
shamil rahenge hum
is jahan se kabhi ishq darta nahi
jante hai sabhi ishq marta nahi
har janam me tujhe main paunga
aaja, aaja, aaja, aaja
aaja, aaja, aaja, aaja


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO