LYRIC

Zinda Hoon Main Y Lyrics from the movie, Zinda. This song is sung by Shibani Kashyap. Music composition by Vishal-Shekhar with lyrics inscribed by Vishal Dadlani, Virag Mishra & Anwar Maqsood. The soundtrack album is released under T-Series label.

maut sharminda jism jaan
maut sharminda jism jaan sab zinda hai
hawa kafn hai saanse dafn hai
hawa kafn hai saanse dafn hai mitti mitti hai sab
zinda hu main kiske liye, zinda hu main kiske liye
zinda hu main kiske liye

chot yeh chuninda zakhm ka
chot yeh chuninda zakhm ka shaukh zinda hai
nabj zehar hai badhe dard hai
nabj zehar hai badhe dard hai mitti mitti hai sab
zinda hu main kiske liye, zinda hu main kiske liye
zinda hu main kiske liye, zinda hu main kiske liye
zinda hu main kiske liye, zinda hu main kiske liye

beasar hai sab kuch yeh khuda
beasar hai sab kuch yeh khuda sharminda hai
hawa kafn hai saanse dafn hai
hawa kafn hai saanse dafn hai mitti mitti hai sab
zinda hu main kiske liye, zinda hu main kiske liye
zinda hu main kiske liye kiske liye

Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO