LYRIC

The song Yeh Kaisa Aaya Zamana is from the movie Humjoli. It is sung by Kishore Kumar, Mahmood, & Mukesh and composed by Laxmikant–Pyarelal. The lyrics are written by Anand Bakshi. Saregama released the soundtrack album for the movie.

Ye kaisa ye kaisa aaya zamana
Ye kaisa ye kaisa aaya zamana
Ye kaisa aaya zamana ye kaisa
Bete ne bap ki na mani na mani
Budhe ki kadar na jani
Bete ne bap ki na mani
Budhe ki kadar na jani
Ye meri aap biti hai
Kisi film ki nahi kahani
Ye kaisa ye kaisa aaya zamana
Ye kaisa ye kaisa aaya zamana

Kaisi hai ulti khopdi dekho
Jaise hi mili nokri dekho
Shadi shuda
Shadi shuda hoke besharam
Ghar mein le aaya chokri
Ye kaisa ye kaisa aaya zamana
Ye kaisa

Are main bechara ja raha tha
Rashte pe wo thi khadi
Are main bechara ja raha tha
Rashte pe wo thi khadi
Na mai raja na wo rani
Wo mere piche padi
You tell me what to do
I dont know
You tell me what to do
You tell me what to do
I dont know
You tell me what to do

Chand pe duniya pahuchi hai
Tum pade ho abhi tak ho niche
Subah sabere jag ke
Pad gaye mere piche
Maf karo nahi nahi
Maf karo nahi nahi
Na mai raja na wo rani
Wo mere piche padi
You i dont khow
You main kya bolu ji
You tell me i dont khow
You tell me mai kya bolu ji.


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO