LYRIC

Yaha Zulm Ki Hukumat Hai Lyrics from the movie, Zulm Ki Hukumat. This song is sung by Kavita Krishnamurthy. Music composition by Dilip Sen-Sameer Sen with lyrics inscribed by Sameer. The soundtrack album is released under Shemaroo Filmi Gaane label.

wayi wayi wayi wayi jane dunia sari
wayi wayi wayi wayi ham hai prem pujari
wayi wayi wayi wayi jane dunia sari
wayi wayi wayi wayi ham hai prem pujari
hamne dekha is dunia me ab pyar ki nahi jarurat hai
yaha julm ki hukumat hai yaha julm ki hukumat hai
wayi wayi wayi wayi jane dunia sari
wayi wayi wayi wayi ham hai prem pujari
hamne dekha is dunia me ab pyar ki nahi jarurat hai
yaha julm ki hukumat hai, yaha julm ki hukumat hai

log yaha par bikte hai log yaha par bikte hai
kya hai or kya dikhte hai kya hai or kya dikhte hai
khud se bhi sharminda hai khud se bhi sharminda hai
jane kaise jinda hai jane kaise jinda hai
kya jamana aya dekho logo khatre me sab ki sarafat hai
yaha julm ki hukumat hai yaha julm ki hukumat hai

andhero ki baho me andhero ki baho me
mot khadi hai raho me mot khadi hai raho me
koi masiha ayega koi masiha ayega
sabki jan bachayega sabki jan bachayega
o diwana ko koi na jane har dil me aj bagawat hai
yaha julm ki hukumat hai yaha julm ki hukumat hai
wayi wayi wayi wayi jane dunia sari
wayi wayi wayi wayi ham hai prem pujari
hamne dekha is dunia me ab pyar ki nahi jarurat hai
yaha julm ki hukumat hai yaha julm ki hukumat hai
pyar ki nahi jarurat hai
yaha julm ki hukumat hai yaha julm ki hukumat hai
chiko chiklo chiklo chiklo
pyar ki nahi jarurat hai
yaha julm ki hukumat hai, yaha julm ki hukumat hai


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO