LYRIC

Tujhe Dekh Dekh Lyrics from the movie, Kalyug. This song is sung by Rahat Fateh Ali Khan. Music composition by Sayeed Quadri with lyrics inscribed by Anu Malik. The soundtrack album is released under Sa Re Ga Ma label.

Tujhe dekh dekh sona – 2
Tujhe dekh kar hain jagna
Maine yeh zindagani
Sang tere bitaani
Tujhmein basi hain meri jaan haai
(jiya dhadak dhadak – 3
Jaayen) – 2
Tujhe dekh dekh sona
Tujhe dekh kar hain jagna
Maine yeh zindagani
Sang tere bitaani
Tujhmein basi hain meri jaan haai
Jiya dhadak dhadak – 3
Jaayen
Kabse hai dil mein mere armaan kai ankahe – 2
Inko tu sunle aaja chaahat ke rang chadha jaa – 2
Kehna kabhi to mera maan haai
(jiya dhadak dhadak – 3
Jaayen) – 2
Lagta hain yeh kyu mujhe sadiyon se chaahu tujhe – 2
Mere sapno mein aake apna mujhko banake – 2
Mujhpe tu kar ehsaan haai
(jiya dhadak dhadak – 3
Jaayen) – 2
Tujhe dekh dekh sona
Tujhe dekh kar hain jagna
Maine yeh zindagani
Sang tere hain bitani haai
(jiya dhadak dhadak – 3
Jaayen) – 2
Dhadak jaaye jiya
Dhadak jaaye jaaye
Jiya dhadak dhadak
Jiya dhadak dhadak
Dhadak dhadak dhadak jaaye
(jiya dhadak dhadak – 3
Jaaye) – 4


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO