LYRIC

The song Thari Aur Mari is from the movie Dushman Devta. It is sung by Anuradha Paudwal and composed by Bappi Lahiri. The lyrics are written by Indeevar. Saregama released the soundtrack album for the movie.

aayi o o
thari aur mari bajegi veena
do din kam jina lekin darr ke na jina
kadam kadam pe khushiya aansu kyu pina
thari aur mari bajegi veena
do din kam jina lekin darr ke na jina
kadam kadam pe khushiya aansu kyu pina

chahu to le lo mari dukan sari
kafi hai hotho ki hansi humko tumhari
chahu to le lo mari dukan sari
kafi hai hotho ki hansi humko tumhari
paisa kya lena jab ho gayi yaari
tu bhi dil hara aur mai bhi dil hari
thari aur mari bajegi veena
do din kam jina lekin darr ke na jina
kadam kadam pe khushiya aanshu kyu pina

na koi raja aur na koi rani
teri meri hai ye dil ki kahani
na koi raja aur na koi rani
teri meri hai ye dil ki kahani
tere hi dum se meri duniya suhani
? to karde patthar ko pani
thari aur mari bajegi veena
do din kam jina lekin darr ke na jina
kadam kadam pe khushiya aansu kyu pina
thari aur mari bajegi veena
do din kam jina lekin darr ke na jina
kadam kadam pe khushiya aansu kyu pina
aayi o o aayi o o aayi o o


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO