LYRIC

The song Thamba Re is from the movie Hathyar. It is sung by Asha Bhosle, & Mohammed Salamat and composed by Anand Raj Anand. The lyrics are written by Dev Kohli. Venus released the soundtrack album for the movie.

tauba maine tauba maine ki tauba haye rama
yaha waha dole mara ji, ji dole haye rama
thamba re thamba rok tikhi najriya
mar gayi re mar gayi, mai to mar gayi sawariya
thamba re thamba rok tikhi najriya
mar gayi re mar mar gayi mar gayi re
mai to mar gayi sawariya
prem rog mujhko lagana re sajna na re na, na na re na
ho dil pe mere gira na bijuriya
thamba re thamba rok tikhi najriya
thamba re thamba thamb na

tune jadu kar diya aise dil pe kabu kar liya jaise
tune jadu kar diya aise dil pe kabu kar liya jaise
kho gayi re khwabo me kho gayi
ho gayi re mai teri ho gayi
tere nam ki odhi chunariya
thamba re thamba rok tikhi najriya
mar gayi re mar gayi, mai to mar gayi sawariya
thamba re thamb thamb re
wallv re natahwa ho wallv re rama

ek to joban ki angadayi uspe nagan si tanhayi
ek to joban ki angadayi uspe nagan si tanhayi
aaja jara aana meri baho me aana
tujhko sikha dunga dil ka lagana
bhul hi jao na nagar ki dagariya
thamba re thamba rok tikhi najriya
mar gayi re mar gayi, mai to mar gayi sawariya
prem rog mujhko lagana re sajna na re na, na na re na
ho dil pe mere gira na bijuriya
thamba re thamba rok tikhi najriya
mar gayi re mar gayi, mai to mar gayi sawariya
wallv re natahwa ho wallv re rama
wallv re natahwa ho wallv re rama
wallv re natahwa ho wallv re rama, sawriya


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO