LYRIC

Teri Yaadon Mein Lyrics from the movie, The Killer. This song is sung by K.K., & Shreya Ghoshal. Music composition by Sajid-Wajid with lyrics inscribed by Jalees Sherwani. The soundtrack album is released under T-Series label.

phirta rahu dar badar, milta nahi tera nishaan
hoke juda kab main jiya, tu hai kaha main kaha
teri yaado me khoya rehta hu, mujhko dasti hai tanhaaiya

tu jo juda ho gayi teri sada kho gayi
dekh le phir zindagi haa kya se kya ho gayi
jab se bichdi hu rab se kehti hu kitna suna hai tera jahaan
phirta rahu dar badar, milta nahi tera nishaan
hoke juda kab main jiya, tu hai kaha main kaha

kaise kate zindagi maayusiya bebasi
raahe sabhi kho gayi roshani de roshani
main toh rehti hu teri raaho me bekhabar mujhko dhundhe kaha
phirta rahu dar badar, milta nahi tera nishaan
hoke juda kab main jiya, tu hai kaha main kaha
teri yaado me khoya rehta hu, mujhko dasti hai tanhaaiya

Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO