LYRIC

The song Teri Aankhon Mein is from the movie Aashiq. It is sung by Alka Yagnik, & Udit Narayan and composed by Sanjeev Darshan. The lyrics are written by Sameer. Tips Music released the soundtrack album for the movie.

Aashiq koyi tum sa nahi
Tum ishq ki pehchaan ho
Teri aankhon me mujhe
Pyaar nazar aata hai
Tu hi aashiq tu hi
Dildaar nazar aata hai
Teri aankhon me mujhe
Pyaar nazar aata hai
Tu hi aashiq tu hi
Dildaar nazar aata hai
Mere mehboob sanam
Teri chaahat ki kasam
Mere mehboob sanam
Teri chaahat ki kasam
Pyaar mein mar mite
Woh yaar nazar aata hai
Teri aankhon me mujhe
Pyaar nazar aata hai
Ek masoom sa
Izhaar nazar aata hai

Aankh ladi baat
Badi chain luta re
Neend gayee hosh
Uda dard utha re
Ab na khabar mujhko
Mere shaam-o-saher ki
Bhool gayee main tho
Gali apne hi ghar ki
Dil se dil jo mile ishq ke gul khile
Ab to pathjhad mein bhi
Gulzar nazar aata hai
Tu hi aashiq tu hi
Dildaar nazar aata hai
Teri aankhon me mujhe
Pyaar nazar aata hai
Ek masoom sa
Izhaar nazar aata hai

Ab to tamanna hai yun
Hi khoyi raahon mein
Teri hi baahon mein
Sada soyi rahoon mein
Main bhi teri uljhi
Hui zulfein sajaun
Nili si aankhoon
Mein teri doobta jaaon
Kyon rahen dooriyaan
Ab koi darmiyaan
Bekaraari mein bhi
Karar nazar aata hai
Ek masoom sa izhaar
Nazar aata hai
Teri aankhon me mujhe
Pyaar nazar aata hai
Tu hi aashiq tu hi
Dildaar nazar aata hai
Mere mehboob sanam
Teri chaahat ki kasam
Mere mehboob sanam
Teri chaahat ki kasam
Pyaar mein mar mite woh
Yaar nazar aata hai
Teri aankhon me mujhe
Pyaar nazar aata hai
Tu hi aashiq tu hi dildaar
Nazar aata hai


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO