LYRIC

Tere Bina Dil Lagta Nahin Lyrics from the movie, Deewana Mastana. This song is sung by Udit Narayan, & Alka Yagnik. Music composition by Laxmikant-Pyarelal with lyrics inscribed by Anand Bakshi. The soundtrack album is released under Venus Movies label.

tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu
tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu
tu jo nahi kuch bhi nahi
tu jo nahi kuch bhi nahi
mai ye jahan kya karu kya karu kya karu
tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu
tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu
tu jo nahi kuch bhi nahi
tu jo nahi kuch bhi nahi
mai ye jahan kya karu kya karu kya karu
tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu

kaise shuru ho gai ye kahani
kaise shuru ho gai ye kahani
maine bhi na jana tu bhi na jani
inkar bhi maine kiya ikrar bhi maine kiya
mai kho gaya bas ho gaya dil beiman
kya karu kya karu kya karu
tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu
tere bina dil

tune kaha nahi maine suna hai
tune kaha nahi maine suna hai
lakho me tune mujhko chuna hai
kya sach hai ye sapna nahi
aata nahi mujhko yaki
ye kya hua kaise hua mai hu hairan
kya karu kya karu kya karu
tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu
tere bina dil

ye aag dil me kaisi lagi hai
ye aag dil me kaisi lagi hai
dono taraf ek jaisi lagi hai
dhak dhak kare ye dil mera jina hua mushkil mera
vo chain ka mausam gaya aaya tufa kya kru
kya karu kya karu kya karu
tere bina dil tere bina dil lagta nahi lagta nahi
o meri jan o meri jan
tere bina dil tere bina dil lagta nahi lagta nahi
o meri jan o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu
tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO