LYRIC

Sun Meri Bano Lyrics from the movie, Anjaam. This song is sung by Alka Yagnik. Music composition by Anand-Milind with lyrics inscribed by Sameer. The soundtrack album is released under Gaane Sune Ansune label.

sun meri banno sun sun meri banno
sun meri banno sun sun meri banno
shadi ka laddu aisa kaisa kaisa shadi ka laddu aisa kaisa kaisa
jo khaye wo pachhtaye jo naa khaye lal chaye

biwi kitni bhi ho khubsurat kuchh din hi piya mann bhaye

karke naa jaane kitne bahaane jaake shohar kahi dil lagaye
yaha jiski hui hai shadi kehta hai ise barbadi

sochke dil mera ghabraye
jo khaye wo pachhtaye jo naa khaye lal chaye
jo khaye wo pachhtaye jo naa khaye lal chaye

sara din phirte hai maare maare naa gujarti kawaro ki raate
sara din phirte hai maari maare naa gujarti kawaro ki raate
ye bataye to kisko bataye dil mein hoti hajaaro hi baate
inka yahi to hai kahna mushkil hai kawara rehna
inka yahi to hai kahna mushkil hai
kawara rehna nind akele naa aaye
jo khaye wo pachhtaye jo naa khaye lal chaye
jo khaye wo pachhtaye jo naa khaye lal chaye

sun meri banno sun sun meri banno
sun meri banno sun sun meri banno
shadi ka laddu aisa kaisa kaisa shadi ka laddu aisa kaisa kaisa
jo khaye wo pachhtaye jo naa khaye lal chaye
jo khaye wo pachhtaye jo naa khaye lal chaye

Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO