LYRIC

The song Sai Shirdi Sai is from the movie 99 Songs. It is sung by A. R. Rahman, & Bela Shende and composed by A. R. Rahman. The lyrics are written by Munna Shaukat & Navneet Virk. Sony Music India released the soundtrack album for the movie.

Aao Sai nehaal karo
Zindagi bana do ab na
Zindagi bana do
Ab na intezaar ho

Aao Sai nehaal karo
Zindagi bana do ab na
Zindagi bana do
Ab na intezaar ho

Sai-Sai, tu mera rehnuma
Sai-Sai, mere khwabo ka tarjuma
Sai-Sai, tera Rab hai, tu hai rab ka
Ho, Shirdi Sai, tu hai mera meharbaan

Mera Sai
Teri suratiya sab mein samaaye
Teri suratiya sab mein samaaye
Sab ko dar se dikha de
Bigdi har ek ki aaj bana de Sai

Sai-Sai, tu mera rehnuma
Sai-Sai, mere khwabo ka tarjuma

Aao Sai nehaal karo
Zindagi bana do
Ab na intezaar ho

Sai-Sai, tu mera rehnuma
Shirdi-Sai, mere khwabo ka tarjuma
Sai-Sai, tera Rab hai, tu hai rab ka
Ho, Sai-Sai, ho liya tu Rab ka

Sai-Sai, tu mera rehnuma
Shirdi-Sai, mere khwabo ka tarjuma
Sai-Sai, tera Rab hai, tu hai rab ka
Ho, Shirdi Sai, tu hai mera meharbaan

 


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO