LYRIC

The song Sada Suhagan is from the movie Aanch. It is sung by Anuradha Paudwal, & Chandana Dixit and composed by Sanjeev Darshan. The lyrics are written by Sudhakar Sharma. Universal Music released the soundtrack album for the movie.

sada suhagan ka var de de mujhko mere sajan
sada suhagan ka var de de mujhko mere sajan
rahu main teri tulsi banke
rahu main teri tulsi banke janam janam tere aagan
sada suhagan ka var de de mujhko mere sajan

aata hai ek bar saal me sakhi ri ye tyohar
deeep jalakar sabhi suhagan gati mangal char
deep jalao kya maati ka man ka deep jala hai
kha na jaye saha na jaye aisa dard jaga hai
vrat kholu mukh dekh pati ka parv suhag ka pavan
sada suhagan ka var de de mujhko mere sajan

mera ye singar sada hi sapne dekhe sajan ke
aaun suhagan jaau suhagan main ter is angan se
krishna ye rukmani dhundhti ahi apna hi krishna
aaj mitade janam janam ki aaj ye meri trishna
jaise raat ke sath chand hai mere sath hai manbhaawan
sada suhagan ka var de de mujhko mere sajan
rahu main teri tulsi banke
rahu main teri tulsi banke janam janam tere aagan


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO