LYRIC

Sab Pyar Mohabbat Lyrics from the movie, Meri Biwi Ka Jawaab Nahin. This song is sung by Kavita Krishnamurthy. Music composition by sameer with lyrics inscribed by Anand Bakshi. The soundtrack album is released under T-series label.

sab pyar mohabbat jhuth har wada jaye tut
sab pyar mohabbat jhuth har wada jaye tut
teri baat nahi teri baat nahi mat ruth
yaar yaar yaar yaar yaar yaar
sab pyar mohabbat jhuth har wada jaye tut
teri baat nahi mat ruth
yaar yaar yaar yaar yaar yaar sab pyar mohabbat jhuth

mat soch ye aankh micholi hai
pistol ke andar goli hai kya hai
mat soch ye aankh micholi hai
pistol ke andar goli hai kya hai
na chunari hai na choli hai
taiyaar khadi hu pehan ke mai teri vardi tere boot
sab pyar mohabbat jhuth har wada jaye tut

na ghumne leke jata hai tu na cinema hi dikhlata hai tu
na aata hai na jata hai na aata hai na jata hai
tu aa jaye aa jaye meri jaan to jaye chhut
sab pyar mohabbat jhuth har wada jaye tut

mai teri rapat likhvaungi kal subha mai thane jaungi
tujhe hathkadiya ha hathkadiya
tujhe hathkadiya ha lagvaungi
ha ha lagvaungi tu thanedar sahi lekin
ab to nahi sakta chhut
sab pyar mohabbat jhuth har wada jaye tut teri bat nahi,
teri bat nahi mat ruth
yaar yaar yaar yaar yaar
yaar yaar yaar yaar yaar
yaar yaar yaar yaar yaar


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO