LYRIC

Ranaji Lyrics from the movie, Gulaal. This song is sung by Rekha Bhardwaj. Music composition by Piyush Mishra with lyrics inscribed by Piyush Mishra. The soundtrack album is released under T-Series label.

(Hai Ranaji Mhaare Gusse Mein Aaye, Aiso Balkhaaye
Agiya Barsaaye, Ghabraaye Mhaaro Chain) – (2)
(Jaise Dur Des Ke -2 Tower Mein Ghus Jaaye Re Airoplane) – (2)
Ranaji Mhaare Gusse Mein Aaye, Aiso Balkhaaye
Agiya Barsaaye, Ghabraaye Mhaaro Chain
Jaise Dur Des Ke Tower Mein Ghus Jaaye Re Airoplane – (2)
Ranaji Mhaare Aiso Gurraye, Aiso Tharraye
Bhar Aaye Mhaaro Nain
Jaise Sare Aam Bhai
Jaise Sare Aam Iraak Mein Jaake Jam Gaye Uncle Sam – (2)
Ranaji Mhaare……..
Ranaji Mhaari Saasu Nanad Ke Taane
Ranaji Mhaare Jeth Sasur Ki Baani
Ranaji Thaape Bhut Paret Ki Chhaaya
Haai Ranaji Thaape Ill Bill Kil Ka Saaya
Sajani Ko Dear Bole, Tharre Ko Beer Bole
Maange Hai Englihs Boli, Maange Hai English Choli
Maange Hai English Jaipuri, English Bikaaner
Jaise Biseleri Ki -2 Botal Pike Ban Gaye English Man
Jaise Biseleri Ki Botal Pike Ban Gaye English Man
Ranaji Mhaare……..
Ranaji Mhaare Sautan Ko Ghar Le Aaye – (2)
Puchhe Toh Bole Friend Hamaari Hai Haai – (2)
Ranaji Ne Thanda Chakku Yu Khola – (2)
Bole Ke Haayie Thanda Maane Coka Cola – (2)
Ranaji Bole Goro Ki Basti Mein Hai Chor Raani
Haai Haay Moro Ki Basti Mein Chor Raani
Hoy Hoy Hoy Hoy Moro Ki Basti Mein Chor Raani
Kyun Ki Yeh Dil Maange More
More Rani, More Rani, More Rani, More Rani
Mhaari Toh Boch Bajariya, Haay Badnaami Ho Gayi
Mhaari Toh Laal Chunariya Saram Se Dhaani Ho Gayi
Mhaaro Toh Dhak Dhak Howe Jo Jo Bite Re
Jaise Har Ek Baat Pe -2 Democracy Mein Lagane Laga Gaya Band
Jaise Har Ek Baat Pe Democracy Mein Lagane Laga Gaya Band
Jaise Dur Des Ke Tower Mein Ghus Jaaye Re Airoplane – (2)
Jaise Sare Aam Iraak Mein Jaake Jam Gaye Uncle Sam – (2)
Jaise Bina Baat Afganistaan Ka -2 Baj Gaya Bhaiya Band
Jaise Bina Baat Afganistaan Ka Baj Gaya Bhaiya Band
Jaise Dur Des Ke Tower Mein Ghus Jaaye Re Airoplane (Ranaji Mhaare)


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO