LYRIC

The song Prem Ka Rog is from the movie Bachpan. It is sung by Lata Mangeshkar and composed by Laxmikant–Pyarelal. The lyrics are written by Anand Bakshi. Saregama released the soundtrack album for the movie.

prem ka rog laga lu kaise ji ko mai sawariya ho balma
chhoti si chhoti si meri bali umariya
balma chhoti si chhoti si meri bali umariya
kahe ko nazariya se tu giraye bijuriya
ho balma chhoti si chhoti si meri bali umariya
balma chhoti si chhoti si meri bali umariya

kaliyo se bholi bhali piya phulo ki mai hu dali
kaliyo se bholi bhali piya phulo ki mai hu dali
arey mitti ki mai hu gudiya aaha miti ki mai hu gudiya
laz khushi se ki mai hu pyali
panghat se utha ke lau kaise mai gagariya
ho balma patli si patli si meri najuk kamariya
balma patli si patli si meri najuk kamariya
prem ka rog laga lu kaise ji ko mai sawariya ho balma
chhoti si chhoti si meri bali umariya
balma chhoti si chhoti si meri bali umariya

nanhi si kiran hu abhi itni si mai sajan hu
nanhi si kiran hu abhi itni si mai sajan hu
chalu tham tham ke dar se aise
chalu tham tham ke dar se aise
jaise mai chahu pawan
rimjhim rimjhim barsu kaise banke mai badariya
ho balma pyasi si pyasi simeri vyakul nazariya
balma pyasi si pyasi si meri vyakul nazariya
prem ka rog laga lu kaise ji ko mai sawariya ho balma
chhoti si chhoti si meri bali umariya
balma chhoti si chhoti si meri bali umariya


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO