LYRIC

Nazarbattu Lyrics from the movie, Yamla Pagla Deewana Phir Se. This song is sung by Sachet Tandon. Music composition by Sanjeev-Darshan, Sachet-Parampara & Vishal Mishra with lyrics inscribed by Pulkit Rishi, Kunwar Juneja & D Soldierz. The soundtrack album is released under Saregama Music label.

Thodi meethi, thodi teekhi
Pind mein ladki aa gayi hai
Haye re taube mach gaye hain
Sabki latki subah
Tujeh aankhon mein bharne ke liye
Kar rahe jagraate
Tere husn ke kitne charche hain
Sansani khabar yahan
Chale na jaadu kaala
Tone par langar daala
Ghus gaye saare dekho tantar mantar
Nazarbattu main tera bana
Haan mainterabana
Oye main tera bana
Haan haan main tera bana
Nazarbattu, buri nazron ka pehra bana
Haan main pehra bana
Oye main pehra bana
Haan haan main pehra bana
Nazarbattu
Thodi khalbali, tholi chulbali
Aafat ki pudiya hai oye
Adaa nasheeli dekh ke
Kitnon ka paara chadha
Tu door rahe bure saaye se
Khud baandhe kaale dhaage
Itra ki mehak se teri
Badla badla mera jahan
Chale na jaadu kaala
Tone par langar daala
Ghus gaye saare dekho tantar mantar
Nazarbattu main tera bana
Haan main tera bana
Oye main tera bana
Haan haan main tera bana
Nazarbattu, buri nazron ka pehra bana
Haan main pehra bana
Oye main pehra bana
Haan haan main pehra bana
Nazarbattu


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO