LYRIC

The song Na Dekho is from the movie Aansoo Aur Muskan. It is sung by Suman Kalyanpur and composed by Kalyanji-Anandji. The lyrics are written by Indeevar. Saregama released the soundtrack album for the movie.

na dekho na dekho badan hi badan na dekho badan hi badan
kabhi dil ka bhi to didar karo kabhi dil ka bhi to didar karo
adao pe marna bahut ho chuka adao pe marna bahut ho chuka
kabhi pyar se pyar karo dekho badan hi badan
na dekho badan hi badan

jalta ho dil kurbat me agar jalta ho dil kurbat me agar
aanchal ki hawa humse le lijiye aanchal ki hawa humse le lijiye
zakhmi hokar bhale chara hai har gam ki dava humse le lijiye
har gam ki dava humse le lijiye bina pyar ke zkham bharta nahi
bina pyar ke zkham bharta nahi tum nazare nazar karo
na dekho badan hi badan na dekho badan hi badan

ganga ki ada hum dil me liye ganga ki ada hum dil me liye
auro ke gunaho ko dhote rahe auro ke gunaho ko dhote rahe
khushiya banti mehfil ko magar tanhai me chhup chhup ke rote rahe
tanhai me chhup chhup ke rote rahe hamara to soda hai sachai ka
hamara to soda hai sachai ka koi humse karar karo
na dekho badan hi badan

kabhi dil ka bhi to didar karo kabhi dil ka bhi to didar karo
adao pe marna bahut ho chuka adao pe marna bahut ho chuka
kabhi pyar se pyar karo na dekho badan hi badan
na dekho badan hi badan


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO