LYRIC

Na Amar Na Akbar Na Mai Anthony Lyrics from the movie, Allah Rakha. This song is sung by Shabbir Kumar, & Asha Bhosle. Music composition by Anu Malik with lyrics inscribed by Prayag Raj. The soundtrack album is released under Bollywood Classics label.

na amar na akbar na mai anthani
na amar na akbar na mai anthani
apna nasib kooli sa rakhwala apna allah
apna nasib kooli sa rakhwala apna
allah ye mard allah rakha tera rakhwala
oye hoye hoye aslam walekum walekum aslam
aji aslam walekum walekum aslam na
amar na akbar na mai anthani
na amar na akbar na mai anthani apna
nasib kooli sa rakhwala apna allah
apna nasib kooli sa rakhwala apna
allah ye mard allah rakha tera rakhwala
oye hoye hoye aslam walekum walekum aslam
aji aslam walekum walekum aslam
na amar na akbar na mai anthani na
amar na akbar na mai anthani

chhota sa hotel hai thakiya ka dhanda hai
dhanda garam hai ya kabhi thanda hai
jo bhi kamayega usme nibhaugi
chhod ke tujhko mai vapas na jaugi
hey chhota sa hotel hai thakiya ka dhanda hai
dhanda garam hai ya kabhi thanda hai
jo bhi kamayega usme nibhaugi
chhod ke tujhko mai vapas na jaugi
mehlo wale chhod ke mai to mangu ye khatiya wala
mehlo wale chhod ke mai to mangu ye khatiya wala
ye mard allah rakha tera rakhwala
oye hoye hoye aslam walekum walekum aslam
aji aslam walekum walekum aslam
na amar na akbar na mai anthani na
amar na akbar na mai anthani

ladki amir kab ladke ki hoti hai ye
sari bate to filmo me hoti hai
bato kitabo me kuch bhi na rakha hai
humne to pyar karna filmo se sikha hai
ladki amir kab ladke ki hoti hai ye
sari bate to filmo me hoti hai
bato kitabo me kuch bhi na rakha hai
humne to pyar karna filmo se sikha hai
kar le mujhse pyar jaise hiro ho filmo wala
kar le mujhse pyar jaise hiro ho filmo
wala ye mard allah rakha mera rakhwala
haye haye aslam walekum walekum
aslam aslam walekum walekum aslam
na amar na akbar na mai anthani na
amar na akbar na mai anthani
apna nasib kooli sa rakhwala apna
allah apna nasib kooli sa rakhwala apna allah
ye mard allah rakha tera rakhwala
oye hoye hoye aslam walekum walekum aslam
aji aslam walekum walekum aslam
aslam walekum walekum aslam aji
aslam walekum walekum aslam


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO