LYRIC

Muft Ka Chandan Lyrics from the movie, Lootcase. This song is sung by Romy, Shreyas Jain, & Pinky Maidasani. Music composition by Rohan-Vinayak and Amar Mangrulkar with lyrics inscribed by Shreyas Jain. The soundtrack album is released under the Saregama label.

Last Time Poonch Raha Hun
Kiska Suitcase Hai?
Kiska Suitcase Hai?

Tudhoke Se Ghus Ke Jharokhe Mein
Dooje Ke Setting Ko Pappi Liya?
Kyunhawa Mein Teetar Sa
Udata Teer Pakad Ke Tu Pange Liya?

Chu Kitna Bada Tu Yaar
Youare A Thakela Piya
Thoojaa Pehle Raita Phailaya Hai
Toone Jo Usko Samet Ke Aa

Nanda Nanda Nanda Nanda Nanda
Nanda Nanda Nanda Nanda Nanda
Nanda Nanda Nanda Nanda Nanda Nanda

Muft Ka Chandan Ghis Ghis Ke Nandan Nandana
Muft Ka Chandan Ghis Ghis Ke Nandan Nandana

Bol Re Chote Tujhko Kya Mila
Dhoti Se Chaddi Ho Gaya Maamla
Muft Ka Chandan Nanda Nandana

Paise Ki Yaari Hai Tez Katari
Sabke Nahi Bas Ki Yeah Duniyadari
Le Ke Udhaari Tujhko Kya Mila?
Dhoti Se Chaddi Ho Gaya Maamla

Muft Ka Chandan Ghis Ghis Ke Nandan Nandana
Muft Ka Chandan Ghis Ghis Ke Nandan Nandana
Nandan Nandana Nandan Nandana

Toh Kya Karta Main?
Kabtak Bhookha Marta Main?
Bhagwaan Ka Baat Mat Kar?
Gareeb Hu Nahi Darta Main

Crazy Piya Toone Ye Kya Kiya
Khali Phokat Angeethi Mein Muh De Diya
Equus Africanus Asinus Matlab Gadha
Gadhe Ke Jaisa Mat Ga

Crazy Piya Toone Ye Kya Kiya
Khali Phokat Angeethi Mein Muh De Diya
Crazy Piya Toone Ye Kya Kiya
Khali Phokat Angeethi Mein Muh De Diya

Race Mein Daude Andhe Ghode
Phokat Mein Tal Gaye Tere Pakode
Kar Ke Sawari Tujhko Kya Milaah Ah Ah Ah
Dhoti Se Chaddi Ho Gaya Maamla

Muft Ka Chandan Ghis Ghis Ke Nandan Nandana
Muft Ka Chandan Ghis Ghis Ke Nandan Nandana
Nandan Nandana

Mufat Ka Paisa Pachega Kaisa
Popat Nachega Bandar Ke Jaisa
Ajoo Main Maamubaju Main Bhai
Cobra Pit Main Kyu? Lungi Uthai?
Justifie Tujhko Kya Milaah Ah Ah
Dhoti Se Chaddi Ho Gaya Maamla

Muft Ka Chandan Ghis Ghis Ke Nandan Nandana
Muft Ka Chandan Ghis Ghis Ke Nandan Nandana
Chandana Nandana Nandan Nandana
Chandana Nandana Nandan Nandana

Ab Agar Nat Geo
Subscribe Nahi Kiya Na
Toh Mera Aatma Tereko Haunt Karega
Hauntkya Karegahaunt


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO