LYRIC

The song Milne Main Aayi Saasu Ji is from the movie Bhabhi. It is sung by Abhijeet Bhattacharya, & Alka Yagnik and composed by Anu Malik. The lyrics are written by Nawab Arzoo. Shemaroo Filmi Gaane Venus released the soundtrack album for the movie.

jaago sonewalo sunlo meri ram kahani
aankhe kholo gaur se dekho aayi teri bahurani

hey milne main aayi sasu ji tumse naata nahi todungi
ab lakh mujhse picha chhudale tujhko na main chhod ungi
kaali amavas ki raate karni hai mithi mithi baate
kaali amavas ki raate raate, karni hai mithi mithi baate
milne main aayi sasu ji tumse naata nahi todungi

ha milne main aayi sasu ji tumse naata nahi todungi
ab lakh mujhse picha chhudale tujhko na main chhod ungi
kaali amavas ki raate karni hai mithi mithi baate
o.. kaali amavas ki raate raate, karni hai mithi mithi baate
milne main aayi sasu ji tumse naata nahi todungi

tere julmo sitam ka main hisab karne aayi hu
saas bhi kabhi bahu hoti hai tujhko batane aayi hu
o bahano ae logo dekho dekho lomadi chal gayi shaitani chaal
are garib murgi ko halal karke chain se kya so payegi
are kabhi na kabhi to ise bhikoi sherni mil jayegi

tune hamari kadar nahi jani sadiyo se main hu teri deewani
main pret lok se aayi hu tujhe saath le chalungi
teri kasam maib ab wahi tere saath rahungi
main pret lok se aayi hu tujhe saath le chalungi
teri kasam main ab wahi tere saath rahungi
tune khub sataya mujhko main tujhe sataaugi
main ???? tera khoon rachaaungi
ab lakh mujhse picha chhudale tujhko na main chhod ungi
kaali amavas ki raate karni hai mithi mithi baate
o.. kaali amavas ki raate raate, karni hai mithi mithi baate
milne main aayi sasu ji tumse naata nahi todungi

apne ghar me aag laga ke mera ghar bhi jalaya
wah ri meri rani tune kya bhar fuk tamasha dikh laya
are bhutnath ki ulti pani barse aag bheege pani
samjhi meri lallo chamak chhalo dushman meri jaan ki
khawabo ko mere chur kiya tune mere pati se dur kiya tune
patal me bhi jaakar chupegi tujhe dhundh laaungi main
shabnam thi ab main shola banungi tujhko jalaaugi main

ik roj ghada paapo ka tut jaata hai
are uant pahado ke niche hi aata hai
ab lakh mujhse picha chhudale tujhko na main chhod ungi
kaali amavas ki raate karni hai mithi mithi baate
o.. kaali amavas ki raate raate, karni hai mithi mithi baate
milne main aayi sasu ji tumse naata nahi todungi
ab lakh mujhse picha chhudale tujhko na main chhod ungi
kaali amavas ki raate raate, karni hai mithi mithi baate
o.. kaali amavas ki raate raate, karni hai mithi mithi baate

tu bane hai uljhan o bahna meri
ae ghar ki dushman o chachi meri
o chachi o bahna chachi chachi chachi
sun le chachi hamari aayi bahu ki savari
raaj bahu ab karegi ek na chalegi tumhari
thaam le uski baiya tu, pad ja uske paiya tu

ab lakh unse picha chhudale tujhko na wo chhod egi

are naacho are jhumo
are naacho re naacho re naacho re naacho
jhumo re jhumo re jhumo re jhumo
are naacho are jhumo, are jhumo are naacho
are naacho are jhomo, naacho naacho naacho
are jhumo jhumo naacho

Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO