LYRIC

The song Meri Jaan Meri Jaana is from the movie Calcutta Mail. It is sung by Alka Yagnik, & Nitin Raikwar and composed by Viju Shah. The lyrics are written by Javed Akhtar. KMI released the soundtrack album for the movie.

meri jaan meri jaana
meri jaan meri jaana
tu hai meri bahar
pehli nazar mein mujhko
hone laga hai pyar
meri jaan meri jaana
tu hai meri bahar
pehli nazar mein mujhko
hone laga hai pyar
ke tere been jeena hai
ke tere been marna hai
main dekhu tera hi rasta
meri jaan meri jaana
tu hai meri bahar
pehli nazar mein mujhko
hone laga hai pyar
ke tere been jeena hai
ke tere been marna hai
main dekhu tera hi rasta

sundarta se sundar tu
pyar ka ek samandar tu
sundarta se sundar tu
pyar ka ek samandar tu
jaane jaana sachi pukar na ho
tere beena ek pal reh na saku
wo likhta raha main padhti rahi
wo padhta raha mein likhti rahi
ha main deewani hu
main uski raani hu
usi ko chahugi main sada

pehla din aur pehla show
leke gaya mujhe picture ko
pehla din aur pehla show
leke gaya mujhe picture ko
bhid bahot thi logo ki
lad lad ke ticket wo laya to
wo heero hai mere dil ka
main hiroine
ha main deewani hu
main uski raani hu
usi ko chahugi main sada
meri jaan meri jaana
tu hai meri bahar
pehli nazar mein mujhko
hone laga hai pyar
ke tere been jeena hai
ke tere been marna hai
main dekhu tera hi rasta


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO