LYRIC

The song Mere Jaisa Koi Nahi is from the movie Ghaav: The Wound. It is sung by Jaspinder Narula, & Arun Bakshi and composed by Suresh Raheja. The lyrics are written by . Universal released the soundtrack album for the movie.

mere jaisa koi nahi hain
shahar me ho gaya halla
diwano ke hosh uda du
sarka du jo palla
ho gaya ho gaya
ho gaya shahar me halla gulla ho

hoy hoy hoy hoy
mere jaisa koi nahi hain
shahar ho gaya halla
mere jaisa koi nahi hain
shahar me ho gaya halla
diwano ke hosh uda du
sarka du jo palla
ho gaya ho gaya ho gaya
ho gaya ho gaya
ho gaya shahar me halla gulla ho
aaj nahi chhodungi tujhko, kahu main kullam khulla
aaj nahi chhodungi tujhko, kahu main kullam khulla

hoy hoy hoy hoy
khuli khuli ye julfe meri, rup mera mastana
khuli khuli ye julfe meri, rup mera mastana
ek nazar to dekh le mujhko, kar dungi diwana
tu aaya hain ab mushkil hain
tu aaya hain ab mushkil hain, tera bach ke jana
aaj nahi chhodungi tujhko, kahu main khullam khulla

hoy hoy hoy hoy
hoy mujhe fasana tu chahthi hain
dhund rahi hain mauka
hoy mujhe fasana tu chahthi hain
dhund rahi hain mauka
haath nahi aaunga tere, main hu hawa ka jhokha
tu hain meri jaan ki dushman ho
tu hain meri jaan ki dushman, de jayegi dhokha, dhokha
aaj nahi chhodungi tujhko, kahu main khullam khulla

mere jaisa koi nahi hain
shahar me ho gaya halla
diwano ke hosh uda du
sarka du jo palla
ho gaya ho gaya ho gaya
ho gaya shahar me halla gulla ho


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO