LYRIC

Maut Ka Farishta Lyrics from the movie, Police Officer. This song is sung by Shabbir Kumar, & Sadhana Sargam. Music composition by Anu Malik with lyrics inscribed by Anand Bakshi. The soundtrack album is released under Shemaroo Filmi Gaane label.

maut ka farishta maut ka farishta
maut ka farishta hisab lene aaya hu
sare sawalo ka jawab lene aaya hu
maut ka farishta hisab lene aaya hu
sare sawalo ka jawab lene aaya hu
maut ka farishta hisab lene aaya hai
sare sawalo ka jawab lene aaya hai
maut ka farishta hisab lene aaya hu
sare sawalo ka jawab lene aaya hu

hai paas mere hai paas mere jinki nishaniya
likhi hai jisne sari kahaniya
hai paas tere jinki nishaniya
likhi hasi jisne sari kahaniya
main vo gunaho ki main vo gunaho ki
main vo gunaho ki kitaab lene aaya hu
sare sawalo ka jawab lene aaya hu
maut ka farishta hisab lene aaya hai
sare sawalo ka jawab lene aaya hai

kadmo ke mana nishan nahi chode
mere chaman ke gulab tune tode
kadmo ke mana nishan nahi chode
iske chaman ke gulab tune tode
wapas vo sare wapas vo sare
wapas vo sare gulab lene aaya hu
sare sawalo ka jawab lene aaya hu
maut ka farishta hisab lene aaya hai
sare sawalo ka jawab lene aaya hai

lamba safar hai lamba safar hai
hongi dushawariya
chalne ki sahib kar lo taiyariya
sath apko mai sath apko mai
sath apko mai janab lene aaya hu
sare sawalo ka jawab lene aaya hu
maut ka farishta hisab lene aaya hu
sare sawalo ka jawab lene aaya hu
maut ka farishta hisab lene aaya hai
sare sawalo ka jawab lene aaya hai
maut ka farishta hisab lene aaya hu
sare sawalo ka jawab lene aaya hu


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO