LYRIC

Mauj – E – Karam Lyrics from the movie, Hum Do Hamare Do. This song is sung by Sachet Tandon, Parampara Tandon & Sachin–Jigar. Music composition by Zee Music Company with lyrics inscribed by Sachin–Jigar. The soundtrack album is released under Shellee label.

Main vekheya nai rabb nu kabhi vi
Par vekheya tainu yaar
Chhua na rabb ko maine kabhi nai
Par chhu liya tera pyaar

Main vekheya ni rabb nu kabhi vi
Par vekheya tainu yaar
Chhua na rabb ko maine kabhi nai
Par chhu liya tera pyar

Ho aankhein to teri namm ho kabhi to
Dil mera bhi roye

Hum saath agar hai toh kya fikar hai
Parwah na kar oye

Chahe khushi ya gam
Kabhi hon juda na hum
Chadhti kala hardum
Mauj-e-karam, mauj e karam

Hai dhadkan mein jab tak dum
Kabhi hon juda na hum
Chadhti kala hardum
Mauj-e-karam, mauj e karam

Na nana na nana na nana
Na nana na nana na na
Na nana na nana na na
Mauj-e-karam, mauj e karam

Lakhan ch ek tu mainu mila hai
Harshan taara mere naam da
Sohbat teri mera naseeba
Pichhle janam ke yeh karam the kya

Lakhan ch ek tu mainu mila hai
Harshan taara mere naam da
Sohbat teri mera naseeba
Pichhle janam ke yeh karam the kya

Ho saari umar ab majme mein tere
Bas rahein khoye
Hum sath gar hai toh kya fikar hai
Parwah na kar oye

Chahe khushi ya gam
Kabhi ho juda na hum
Chadhti kala hardum
Mauj-e-karam, mauj e karam

Hai dhadkan mein jab tak dum
Kabhi hon juda na hum
Chadhti kala hardum
Mauj-e-karam, mauj e karam

Na nana na nana na nana
Na nana na nana na na
Na nana na nana na na
Mauj-e-karam, mauj e karam


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO