LYRIC

Main Khule Aam Keh Doon Lyrics from the movie, Indrajeet. This song is sung by Amit Kumar, & Asha Bhosle. Music composition by Rahul Dev Burman with lyrics inscribed by Gulshan Bawra. The soundtrack album is released under T-series label.

mai khulle aam kah du tu mera yaar hai
mai khulle aam kah du tu mera yaar hai
tere bin jina mundiya jina bekaar hai
mauka ka khushi hai to aaja pa le jhappiya
mauka ka khushi hai to aaja pa le jhappiya
ho mai khulle aam kah du tu mera yaar hai
mai khulle aam kah du tu mera yaar hai
tere bin jina mundiya jina bekaar hai
mauka ka khushi hai to aaja pa le jhappiya
mauka ka khushi hai to aaja pa le jhappiya

ho o duniya se jo dar jaaye
jeete jee wo mar jaaye
ishq me darte nahi
duniya se jo dar jaaye
jeete jee wo mar jaaye
ishq me darte nahi
ho o pal pal jo badhta jaaye apna wo pyar hai
tere bin jina mundiya jina bekaar hai
pal pal jo badhta jaaye apna wo pyar hai
mauka ka khushi hai to aaja pa le jhappiya
mauka ka khushi hai to aaja pa le jhappiya

ho teri aankho se pee hai
bas ye gustaakhi ki hai
thoda nashe me hu mai
ho ye hai elaan mera tu wo mutiyaar hai
ye hai elaan mera tu wo mutiyaar hai
tere bin jina kudiye jina bekaar hai
mauka ka khushi hai to aaja pa le jhappiya
mauka ka khushi hai to aaja pa le jhappiya

haay re kaisi jawaani aayi, dil me tufaan laayi
shahil hai tu mera
haay re kaisi jawaani aayi dil me tufaan laayi
shahil hai tu mera
ho tu mere saath hai to phir beda paar hai
tu mere saath hai to phir beda paar hai
tere bin jina kudiya jina bekaar hai
mauka ka khushi hai to aaja pa le jhappiya
mauka ka khushi hai to aaja pa le jhappiya
ho mai khulle aam kah du tu mera yaar hai
mai khulle aam kah du tu mera yaar hai
tere bin jina mundiya jina bekaar hai
mauka ka khushi hai to aaja pa le jhappiya
mauka ka khushi hai to aaja pa le jhappiya
mauka ka khushi hai to aaja pa le jhappiya
oye hoye oye mauka ka khushi hai to aaja pa le jhappiya


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO