LYRIC

Main Ek Sone Ki Moorat Hoon Lyrics from the movie, Roop Ki Rani Choron Ka Raja. This song is sung by Kavita Krishnamurthy, & Amit Kumar. Music composition by Laxmikant-Pyarelal with lyrics inscribed by Javed Akhtar. The soundtrack album is released under Lehren Retro label.

main ek sone ki murat hu
khazana hu main daulat hu
main ek sone ki murat hu
khazana hu main daulat hu
khazana lut le aakar
kahan hai choro ka raja
main ek sone ki murat hu
khazana hu main daulat hu
khazana lut le aakar
kahan hai choro ka raja

khazane jitne hote hai
wahi to naag sote hai
khazane jitne hote hai
wahi to naag sote hai
ke tumse dur hi khush hai
jaha hai choro ka raja
main ek sone ki murat hu
khazana hu main daulat hu
main ek sone ki murat hu

main masti hu tu daru hai
main mantar hu tu jadu hai
main gulshan hu tu khushbu hai
main koyal hu tu kuku hai
magar sun le mera kahna
yaha se dur hi rahna
magar sun le mera kahna
yaha se dur hi rahna
yaha panga nahi lena
yaha hai choro ka raja
main ek sone ki murat hu
khazana hu main daulat hu
khazana lut le aakar
kahan hai choro ka raja
main ek sone ki murat hu


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO