LYRIC

Mai Hu Tu Hai Lyrics from the movie, Insaaf. This song is sung by Alisha Chinai. Music composition by Laxmikant Pyarelal with lyrics inscribed by Farooq Qaisar. The soundtrack album is released under Venus label.

main hu tu hain aur raat hain
main hu tu hain aur raat hain
kya baat hain
betabiya bechainya har baat hain
meri ja aaj to husn bhi ishq ke sath hain
ha main hu tu hain aur raat hain
kya baat hain
betabiya bechainya har baat hain
o meri ja aaj to husn bhi ishq ke sath hain
main hu tu hain aur raat hain

is taraf aankhe hain meri us taraf wo jaam hain
is taraf aankhe hain meri us taraf wo jaam hain
pyas logo ki bujhana
phir bhi mera kaam hain
aankho ka nasha kahta hain sada
pyalo ka nasha hota hain bura
maikasho ab najar se peeyo
meri saugaat hain
main hu tu hain aur raat hain
kya baat hain
betabiya bechainya har baat hain
meri ja aaj to husn bhi ishq ke sath hain
ha main hu tu hain aur raat hain

is taraf aawaz meri us taraf wo saaz hain
is taraf aawaz meri us taraf wo saaz hain
kano se dil me utarna
ye bhi ek andaz hain
dono ki ada juda hain juda
dono ki sada juda hain juda
main hu rimjhim tarang
pyar ki wo to barsaat hain
ha main hu tu hain aur raat hain
kya baat hain
betabiya bechainya har baat hain
o meri ja aaj to husn bhi ishq ke sath hain
main hu tu hain aur raat hain


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO