LYRIC

Kya Hoga Lyrics from the movie, Dedh Ishqiya. This song is sung by Jazim Sharma, Master Saleem, Shahid Mallya & Jamal Akbar. Music composition by Vishal Bhardwaj with lyrics inscribed by Gulzar. The soundtrack album is released under Shemaroo Entertainment label.

 

Dil ka diya shab bhar jala
Tere liye o piya
Jaate hue jate hue
Kahke gaya kahke gaya
Pyaar didaar didaar

Dil to diya hai jaan bhi dede
Aur nazrana kya hoga
Kya hoga kya hoga
Nau ko chhoo ke laut aaya jo
Wo parwaana kya hoga
Nau ko chhoo ke laut aaya jo
Wo parwaana kya hoga

Kya hoga kya hoga kya hoga
Kya kya ji kya kya ji kya hoga
Kya hoga kya hoga kya hoga
Kya kya ji kya kya ji kya hoga

Sir pe falak hai falak pe sitare
Aji humne to dekhe hain aankhon mein sare
O palkon jhukane se kya hoga
O palkon jhukane se kya hoga

Kya hoga kya hoga kya hoga
Kya kya ji kya kya ji kya hoga
Kya hoga kya hoga kya hoga
Kya kya ji kya kya ji kya hoga
Dil ka diya shab bhar jala
Tere liye o piya

Kya kya bataayein ke kin kin zamaanon mein
Dekhna hai humne tumhe
O piya ji piya
Rumani mausam ki
Sab daastano mein
Dekha hai humne tumhe
O piya ji piya

O piya ji piya
More piya ji more piya ji
More piya ji piya ji
Piya ji piya ji piya
Piya ji piya ji more piya
More piya ji piya ji
Piya ji piya ji piya
Piya ji piya ji more piya

Jaana tu baarish
Ki aawaz mein
Kabhi chhaon
Ke andaaz mein
Kabhi udti hui
Dhoop mein
Kabhi khushboo
Ki badmaaz mein

Udte guzarte jo
Nadiya ne dekha
Pani pe parchhayi
Sahla ke dekha
Ho katra ke ab
Humse kya hofga
Katra ke ab
Humse kya hoga

Kya hoga kya
Hoga kya hoga
Kya kya ji kya
Kya ji kya hoga
Kya hoga kya
Hoga kya hoga
Kya kya ji kya
Kya ji kya hoga

Ai zindagi uspe waar ke aaye
Sare ehsaan utaar ke aaye
Humne taare utaare the lekin
Usne to aasmaan loot liya

Loot liya bhai loot liya bhai
Loot liya bhai loot
Liya bhai loot liya
Loot liya bhai loot liya bhai
Loot liya bhai loot
Liya bhai loot liya

Parda uthayi ke
Ghoongat giraayi ke
Parda uthayi ke
Ghoongat giraayi ke
Chain hamara loot liya

Loot liya bhai loot
Liya bhai loot liya
Loot liya bhai loot
Liya bhai loot liya
Nazar uthayi aur
Nazar uthayi aur
Palkein gira ke loot liya
Nazar uthayi aur
Palkein gira ke loot liya
Salaam-e-shauk ne
Kuchh is tarah se loot liya

Loot liya bhai loot
Liya bhai loot liya
Loot liya bhai loot
Liya bhai loot liya
Na jaane khoon hua
Na jane khoon hua
Kitni aarzuon ka
Na jane khoon hua
Kitni aarzuon ka

Labon mein paan ki
Surkhi laga ke loot liya
Loot liya bhai loot
Liya bhai loot liya
Loot liya bhai loot
Liya bhai loot liya

Wafa se loota kabhi kabhi
Aur kabhi daga se loot liya
Wafa se loota kabhi kabhi
Aur kabhi daga se loot liya
Sitam sitam hai
Sitam sitam hai
Sitam sita sitam
Her ada pe loot liya

Loot liya bhai loot
Liya bhai loot liya
Loot liya bhai loot
Liya bhai loot liya.


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO