LYRIC

Kuch Iss Tarah Lyrics from the movie, 8 x 10 Tasveer. This song is sung by Mohit Chauhan, & Tulsi Kumar. Music composition by Salim-Sulaiman, Bohemia & Neeraj Shridhar with lyrics inscribed by Neeraj Sridhar & Irfan Siddiqui. The soundtrack album is released under T-Series label.

kuch is tara dil ko mila hai sukun
kuch is tara khush hai ye dil kya kahun
aasaan hai ab ye safar jo bani tu meri hamsafar
aasaan hai ab ye safar jo bani tu meri hamsafar
kuch is tara dil ko mila hai sukun
kuch is tara khush hai ye dil kya kahun

koyi vyaham na hai sanam tu meri saanso ke najdik hai
ab na sahan karna hai gum jo ishq hai tera sab thik hai
kuch is tara kuch is tara tu saath hai jese koyi duaa
naajuk hai bada ye pal yeh sama
aaja meri chaaho mei tu kho jara
kuch is tara dil ko mila hai sukun
kuch is tara khush hai ye dil kya kahun
aasaan hai ab ye safar jo bani tu meri hamsafar
aasaan hai ab ye safar jo bani tu meri hamsafar
kuch is tara dil ko mila hai sukun
kuch is tara khush hai ye dil kya kahun


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO