LYRIC

Khuda Khair Lyrics from the movie, Main Aur Mr. Riight. This song is sung by Shibani Kashyap. Music composition by Bappi Lahiri with lyrics inscribed by Jasbir Jassi. The soundtrack album is released under Zee Music Company label.

 

na tumne kuch kaha, na humne kuch suna
jara si der hi, chala ye silsila
na tumne kuch kaha, na humne kuch suna
jara si der hi, chala ye silsila
ruksat ka waqt aa gaya
na tumne kuch kaha, na humne kuch suna
jara si der hi, chala ye silsila
ruksat ka waqt aa gaya
khuda khair, khuda khair, khuda khair
khuda khair, khuda khair, khuda khair

ye khwaab tha ya kuch aur tha
jo bhi tha na tera tha na mera tha
ye khwaab tha ya kuch aur tha
jo bhi tha na tera tha na mera tha
ek bojh tha jo tar gaya
kuch bikhar sa gaya
khuda khair, khuda khair, khuda khair
khuda khair, khuda khair, khuda khair

ye rang tha ya bas tu mere sang tha
jo bhi tha na jaane kaha gum gaya
ye rang tha ya bas tu mere sang tha
jo bhi tha na jaane kaha gum gaya
jo waqt tha wo gujar gaya
jaane kaha kab kidhar gaya
khuda khair, khuda khair, khuda khair
khuda khair, khuda khair, khuda khair
khuda khair, khuda khair, khuda khair
khuda khair, khuda khair, khuda khair


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO