LYRIC

The song Kar Lo Itne Bulund is from the movie Dharam Sankat. It is sung by Alka Yagnik, & Mohammed Aziz and composed by Kalyanji Anandji. The lyrics are written by Pushpa Varma. Saregama released the soundtrack album for the movie.

kar lo itne buland irade aasman ko chhu lo
dhram sankat me pad ke bhi tum apna path na bhulo

arjun pada dhram sankat me ran me tha ghabraya
apno ke hi bich khada wo dhanush utha na paya
kisko maare kisko chhode duvidha me tha aaya
duvidha me tha aaya jab geeta ka gyan krishan ne
arjun ko samjhaya arjun ko samjhaya
ant me hoti vijay satay ki
ant me hoti vijay satay ki
yaad ise tum rakh lo yaad ise tum rakh lo
dhram sankat me pad ke bhi tum apna path na bhulo
dhram sankat me pad ke bhi tum apna path na bhulo

tere karmo se hi hogi ik din teri hi pahchan

gandhi gautam rana bankar rakhna apni apni shan

hindu muslim sikh isaai sabse milna taj abhimaan
sabse milna taj abhimaansatay ki raah pe chalte rahna
banke rahna desh ki shan banke rahna desh ki shan
yahi sikh hai baccho tumko yahi sikh hai baccho tumko
isko kabhi na bhulo isko kabhi na bhulo
dhram sankat me pad ke bhi tum apna path na bhulo
dhram sankat me pad ke bhi tum apna path na bhulo

dosti hai ek nemat pakar ise na khona
dosti hai ek nemat pakar ise na khona
dosti hai dil ki daulat dil me ise rakh lena

waqt pade to dost ki khatir jaan bhi apni dena
jaan bhi apni dena markar bhi tum dosti ka
naam amar kar jana naam amar kar jana
krishan sudama se bhi badhkar
krishan sudama se bhi badhkar
ik ithihaas bana lo ik ithihaas bana lo
dhram sankat me pad ke bhi tum apna path na bhulo
dhram sankat me pad ke bhi tum apna path na bhulo
kar lo itne buland irade aasman ko chhu lo
aasman ko chhu lo dhram sankat me pad ke bhi tum
apna path na bhulo

dosti hai ek nemat pakar ise na khona
dosti hai dil ki daulat dil me ise rakh lena
waqt pade to dost ki khatir jaan bhi apni dena
jaan bhi apni dena markar bhi tum dosti ka
naam amar kar jana naam amar kar jana
krishan sudama se bhi badhkar
krishan sudama se bhi badhkar
ik ithihaas bana lo ik ithihaas bana lo
dhram sankat me pad ke bhi tum apna path na bhulo
dhram sankat me pad ke bhi tum apna path na bhulo
apna path na bhulo apna path na bhulo

Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO