LYRIC

The song Kanhaiya Twitter Pe Aaja is from the movie The Great Indian Family. It is sung by Nakash Aziz and composed by Pritam. The lyrics are written by Amitabh Bhattacharya. YRF released the soundtrack album for the movie.

Ho Dede Darshan Phir Ek Baar Phir Ek Baar
Dwaare Aaya Bhajan Kumar Bhajan Kumar
Ho Dede Darshan Phir Ek Baar Phir Ek Baar
Dwaare Aaya Bhajan Kumar Bhajan Kumar

Kasht Se Uddhar Karde Aaj Beda Paar Karde
Zindagi Se Saral Aur Oonche Vichar Karde
Follower Tere Saare Milke Tujhe Pukaarein
Inki Khabar Lene Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa

Aaja Kanhaiya Twitter Pe Aaja
Aaja Bhagat Ki Bigdi Bana Ja Bana Ja
Kanhaiya Twitter Pe Aaja Aaja
Bhagat Ki Bigdi Bana Ja Bana Ja

Sawalon Se Bhara Yeh Mann Hai Mera
Tu Aake Zara Uttar Bata Ja Radhe

Kanhaiya Kanhaiya
Kanhaiya Zor Se Bolo

Kanhaiya Twitter Pe Aaja Aaja
Bhagat Ki Bigdi Bana Ja Bana Ja
Kanhaiya Twitter Pe Aaja Aaja
Bhagat Ki Bigdi Bana Ja Bana Ja

Ho Ghor Kaliyug Mein Yeh Jag Tera
Path Se Hi Bhatka Hai
Tujhse Hatkar Dhayan Sabka
Jo Phone Pe Atka Hai

Ghor Kaliyug Mein Yeh Jag Tera
Path Se Hi Bhatka Hai
Tujhse Hatkar Dhayan Sabka
Jo Phone Pe Atka Hai

Phir Zara Ek Baar Lele
11’va Avatar Lele
Digital Roop Mein Hi
Chahe Iss Baar Lele

Mann Ka Hua Fajita
Phir Se Padha De Geeta
Humein Updesh Dene
Aa Aa Aa Aa Aa

Aaja Kanhaiya Kanhaiya
Kanhaiya Twitter Pe Aaja Aaja
Bhagat Ki Bigdi Banaja Bana Ja
Sawalon Se Bhara Yeh Mann Hai Mera
Tu Aake Zara Uttar Bata Ja Radhe

Kanhaiya Kanhaiya
Kanhaiya Zor Se Bolo
Kanhaiya Twitter Pe Aaja Aaja
Bhagat Ki Bigdi Bana Ja Bana Ja

Ho Orchestra Baaje Ho Ras Saaje
Jhan Jhan Goonje Bijli Ki Guitar
Aaja Do Nainan Ki Pyas Mita Ja
Aa Bhi Ja Mere Dwarka Ke Raja

Feel Ke Saath
Ghanshyam Mere Aaja
Ghar Mein Andhere Aaja
Ho Raat Aadhi Chahe
Tadke Savere Aaja

Aangan Sajane Aaja
Makhan Churane Aaja
Janmon Janam Ki Laagi
Mann Ki Bujhane Aaja

Rath Pe Anokhe Aaja
Radhe Ko Leke Aaja
Bandhu Sudama Ko Bhi
Pichhe Bitha Ke Aaja

Aaja Aaja Aaja Aaja
Aaja Aaja Aaja Aaja Aa

Kanhaiya Twitter Pe Aaja Aaja
Bhagat Ki Bigdi Bana Ja Bana Ja
Kanhaiya Twitter Pe Aaja Aaja
Bhagat Ki Bigdi Bana Ja


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO