LYRIC

Kab Kahan Se Lyrics from the movie, Drishyam. This song is sung by KK. Music composition by Vishal Bhardwaj with lyrics inscribed by Gulzar.The soundtrack album is released under Panorama Studios label.

“Kya pataa kab kahan se maaregi zindagi
Kya pataa kab kahan se maaregi zindagi
Bas ki main zindagi se darta hun
Bas ki main zindagi se darta hun
Maut ka kya hai ek baar maaregi

Pechhe se jab koi aawaz de
Andhere mein jab koi panchhi ude
Main darta hun main darta hun
Paani mein jab roz suraj bujhe
Darta hun andhere ki aankh se
Hairaan hun zindagi se

Kya pataa kab kahan se maaregi zindagi
Kya pataa kab kahan se maaregi zindagi
Bas ki main zindagi se darta hun
Bas ki main zindagi se darta hun
Maut ka kya hai ek baar maaregi”


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO