LYRIC

Kaam Kisi Ke Koi Aye Na Lyrics from the movie, Khule-Aam. This song is sung by Asha Bhosle, & Gautam Roy. Music composition by R. D. Burman with lyrics inscribed by Indeevar. The soundtrack album is released under T-Series label.

kaam kisi ke koi aaye naa
koi dube to koi bachaaye na
kaam kisi ke koi aaye naa
koi dube to koi bachaaye na
kaam kisi ke koi aaye naa
koi dube to koi bachaaye na
dubne waalo ko bachaate hai log
bachaane ko dub jaate hai log
ha kaam kisi ke koi aaye naa
koi dube to koi bachaaye na
dubne waalo ko bachaate hai log
bachaane ko dub jaate hai log

jindagi me kaante hi kaante bhare hai
jindagi se koi na itna dare
jindagi me kaante hi kaante bhare hai
jindagi se koi na itna dare
jindagi ko kaanta samjhana hai bhul
jindagi hai phul are jindagi hai phul
koi girte hue ko uthaaye naa
raah bhule hue ko bachaye na
dubne waalo ko bachaate hai log
bachaane ko dub jaate hai log

nafrat hi krta hai saara jahaa
saara jahaa tumne dekha kaha
nafrat hi krta hai saara jahaa
saara jahaa tumne dekha kaha
nafarat me jeevan nahi mere yaar
jindagi hai pyar aur jindagi hai pyar
maare to koi chhudaye naa
dur se hi dekhe paas aaye na
dubne waalo ko bachaate hai log
bachaane ko dub jaate hai log

duniya me aansu hi aansu bhare
koi dukho se na itna dare
duniya me aansu hi aansu bhare
koi dukho se na itna dare
rona to hai kamjoro ka kaam
jeevan to hasne hasaane ka naam
koi kisi ka gum baataye na
koi hume seene se lagaaye na
dubne waalo ko bachaate hai log
bachaane ko dub jaate hai log
haan kaam kisi ke koi aaye naa
koi dube to koi bachaaye na
dubne waalo ko bachaate hai log
bachaane ko dub jaate hai log


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO