LYRIC

Jhoot Boliyan Lyrics from the movie, Page 3. This song is sung by Shabab Sabri. Music composition by M. M. Kreem with lyrics inscribed by Sandeep Nath. The soundtrack album is released under T-Series label.

chaal sharabi gaal gulaabi, honth hain laal laal
o chaal sharabi gaal gulaabi, honth hain laal laal
cham cham chamke rup ki bijali, tu hai kudi kamal
ki main jhuth boliya koi na
ki main gafr toliya koi na
ki main jhuth boliya, ki main gafr toliya
ho ho ho ho ho ho

shishe jaise tan pe tere, main to fisal gaya
tujhko baho me bharne ko, manva machal gaya

iltajaa hain aankho ke paimaane pine de
iltajaa hain aankho ke paimaane pine de
julfon ke saaye main jaana pal bhar jine de
ki main jhuth boliya koi na
ki main gafr toliya koi na
ki main jhuth boliya, ki main gafr toliya
koi na ve koi na, ve koi na ve koi na
aahun aahun hu, aahun aahun hu, aahun aahun hu

jaadui ye husn tera dil ko yun khinche
pichhe pichhe bhagu tere main aakhe miche

kaatilana nazron se mushkil hain bach pana

maine apni zindagaani tujhko hi mana
ki main jhuth boliya koi na
ki main gafr toliya koi na
ki main jhuth boliya, ki main gafr toliya

chaal sharabi gaal gulaabi, honth hain laal laal
o chaal sharabi gaal gulaabi, honth hain laal laal
cham cham chamke rup ki bijali, tu hai kudi kamal
ki main jhuth boliya koi na
ki main gafr toliya koi na
ki main jhuth boliya, ki main gafr toliya
ki main jhuth boliya, ki main gafr toliya
ki main jhuth boliya ha, ki main gafr toliya

Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO