LYRIC

Janmon Ki Jwala Lyrics from the movie, Hey Ram. This song is sung by Asha Bhosle, Hariharan, & Rani Mukherjee

 

janmon ki jwala thi tan me
milne ki trishna thi mann me
tune kiya tan ko sheetal sheetal
ab na rahi man me koi halchal, oh
aa ha aa aa, aa ha aa aa, aa ha aa aa aa

kitna hai sukh bandhan me
preetam tere aalungan me
aagosh me aake maine jaana
praanon se nazdeek tujhko maana sathiya

sapnon ka har darpan toota
har mausam lagta hai jhoota
kitna gahan hai samay ka saaya
dil ke ujaale ko benur paya sathiya

janmon ki jwaala thi tan me
janmon ki jwaala thi tan me
milne ki trishna thi mann me
milne ki trishna thi mann me
tune kiya tan ko sheetal sheetal
tune kiya tan ko sheetal sheetal
ab na rahi mann me koi halchal
ab na rahi mann me koi halchal saathiya


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO