LYRIC

The song Ishq Kiya To Jaana is from the movie Zindagi Khoobsoorat Hai. It is sung by Gurdas Maan and composed by Anand Raj Anand. The lyrics are written by Anand Raj Anand. Venus released the soundtrack album for the movie.

koi dilbar hai, koi jane jahan hai
jise dil dhundhta hai, vo kaha hai kaha hai kaha hai

ishq kiya to jana jana, ishq kiya to jana re

ishq kiya to jana jana, ishq kiya to jana

kyu udti hai phul pe titli, kyu sajti hai ghata me bijli
kyu jalta hai parwana
ishq kiya to jana jana, ishq kiya to jana re
ishq kiya to jana jana, ishq kiya to jana re
ishq kiya to jana jana, ishq kiya to jana
ishq kiya to jana jana, ishq kiya to jana

koi chehra ho aankho me to phir aisa lagta hai
samne jo bhi aata hai wo uske jaisa lagta hai

ek hi surat me har surat, har surat hai pyar ki murat
koi nahi hai anjana
koi nahi hai anjana, ishq ishq kiya to jana jana

ishq kiya to jana jana, ishq kiya to jana
ishq kiya to jana jana, ishq kiya to jana
ishq kiya to jana jana, ishq kiya to jana
ishq kiya to jana jana, ishq kiya to jana

Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO