LYRIC

Dost Bewafaa Hai Lyrics from the movie, Khal-Naaikaa. This song is sung by Sadhana Sargam. Music composition by Mahesh – Kishore with lyrics inscribed by Sawan Kumar Tak. The soundtrack album is released under Shemaroo label.

dost bewafa hai sanam bewafa hai dost bewafa hai sanam bewafa hai zindagi mere liye to sirf ab saza hai to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi tarira ra ra ru tarira ra ra ru dost bewafa hai sanam bewafa hai zindagi mere liye to sirf ab saza hai to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi tarira ra ra ru tarira ra ra ru dost ban ke apne khanjar chala diya kya apse kahe ke kya apne kiya nazro se kya giraya nazro se kya giraya zamane ki nazar me meri wafa ka aapne kaisa sila diya jo bawafa the kal talak vo aaj bewafa hai to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi dost bewafa hai sanam bewafa hai zindagi mere liye to sirf ab saza hai to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi tarira ra ra ru tarira ra ra ru ye sukhi sukhi ankhe ansu baha rahi hai mout pyar ki hui hai gam mana rahi hai dil tutne ki apko sada nahi mili yaha dard aisa ho raha hai jzan ja rahi hai jo mere nsam kar di ye kaisi badua hai to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi tarira ra ra ru tarira ra ra ru dost bewafa hai sanam bewafa hai zindagi mere liye to sirf ab saza hai to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi tarira ra ra ru tarira ra ra ru hai to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi tarira ra ra ru tarira ra ra ru


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO