LYRIC

Dhak Dhak Jiya Kare Lyrics from the movie, Joshilaay. This song is sung by Asha Bhosle, & Usha Mangeshkar. Music composition by R. D. Burman with lyrics inscribed by Javed Akhtar. The soundtrack album is released under Gaane Sune Ansune label.

dhak dhak jiya kare jane kya piya kare
o dhak dhak jiya kare jane kya piya kare
sakhi hai aaj kya hume gana re
mai bhi ghabrau sakhi par kaha jau sakhi
mai bhi ghabrau sakhi par kaha jau sakhi
unse ek din to padna tha pala re
dhak dhak jiya kare jane kya piya kare
o dhak dhak jiya kare jane kya piya kare
sakhi hai aaj kya hume gana re

hai khoti julmi ke man me uski nzariya hai meli
hai khoti julmi ke man me uski nzariya hai meli
chhede mohe aate jate niklu kabhi jo akeli
pipal chhav tale pehle bzari jale
pipal chhav tale pehle bzari jale
beri man ka itna vo kala re
dhak dhak jiya kare jane kya piya kare
o dhak dhak jiya kare jane kya piya kare
sakhi hai aaj kya hume gana re

thami kalayi to kanpe thar thar kagnava hmare
thami kalayi to kanpe thar thar kagnava hmare
jvala ye kaisi lagi hai sare badnva hmare
ho aag nash nash me lagi rat bhar mai to jagi
o aag nash nash me lagi rat bhar mai to jagi
man ko samjhaya tan ko sambhala re
dhak dhak jiya kare jane kya piya kare
o dhak dhak jiya kare jane kya piya kare
sakhi hai aaj kya hume gana re
mai bhi ghabrau sakhi par kaha jau sakhi
mai bhi ghabrau sakhi par kaha jau sakhi
unse ek din to padna tha pala re
dhak dhak jiya kare jane kya piya kare
o dhak dhak jiya kare jane kya piya kare


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO