LYRIC

The song Beeta Mausam is from the movie Lal Salam. It is sung by Lata Mangeshkar, & Roop Kumar Rathod and composed by Hridaynath Mangeshkar. The lyrics are written by Gulzar. Universal released the soundtrack album for the movie.

bita mosam fir aaya hai bita mosam fir aaya hai
yaado ki purvayi bhi aisa to kam hota hoga
vo bhi ho or tanhayi bhi koi jhokha jo gujare aagan se
chal teri dikhai deti hai koi jhokha jo gujare aagan se
chal teri dikhai deti hai sidhiyo se utarti hai shyam ko
teri payal sunayi deti hai sidhiyo se utharti hai shyam ko
teri payal sunayi deti hai

bariso ke mahine me aksar gile pani ki bochhar aati hai
bhig jate hai palko ke parde teri baato ki jhankar aati hai
bhig jate hai palko ke parde teri baato ki jhankar aati hai
kaise kaise yaar aate hai kaise kaise yaar aate hai
apne bhi harjayi bhi aisa to kam hota hoga
vo bhi ho tanhayi bhi

kahte hai ki jhil kinare kahte hai ki jhil kinare
kahte hai ki jhil kinare ek chand nahane aata hai
ek chand nahane aata hai badali ki tarah pani me khada
ab kisko rijhane aata hai badali ki tarah pani me khada
ab kisko rijhane aata hai kya ab bhi vo sab hota hai
kya ab bhi vo sab hota hai milan bhi or judai bhi
milan bhi or judai bhi aisa to kam hota hoga
vo bhi ho tanhayi bhi aisa to kam hota hoga
vo bhi ho tanhayi bhi


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO