LYRIC

The song Aashiqui Bak Ke is from the movie Karz: The Burden of Truth. It is sung by Adnan Sami, & Kavita Krishnamurthy and composed by Sanjeev Darshan. The lyrics are written by Sameer Anjaan. Saregama released the soundtrack album for the movie.

aashiki aashiki aashiki aashiki aashiki aashiki
aashiki ban ke meri duniya me janeman aa jana
teri khushbu se meri jindagani mehka jana

aana aise ke fir kabhi lautke sanam na jana
aashiki aashiki o aashiki aashiki o aashiki aashiki aashiki

yeh teri ada sataye mujhe yu rato me
tu hi tu hai chhupi ab toh mere har khwabo me
aasan nahi hai mujhko patana yu baato me
mai woh titali nahi jo aa jaye kisi ke haato me
aashiki aashiki o aashiki aashiki o aashiki aashiki aashiki
aashiki aashiki o aashiki aashiki o aashiki aashiki aashiki

yeh aashiki meri hai bas usake liye
jo mera ho jayega sato janam ke liye
pyar itna chhupa hai iss dil me sanam tere liye
kam lagte hai mujhko sau janam bhi tere liye
aashiki ban ke meri duniya me janeman aa jana
teri khushbu se meri jindagani mehka jana
pyar ban ke tu aajana, dildar ban ke tu aa jana
khumar ban ke tu aajana, mera pyar ban ke tu aa jana
aashiki ban ke meri duniya me janeman aa jana
aaja aise ke phir kabhi laut ke sanam na jana
aashiki aashiki o aashiki aashiki o aashiki aashiki aashiki
aashiki aashiki o aashiki aashiki o aashiki aashiki aashiki

Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO