LYRIC

The song Aap Ne Yeh Kya Keh Diya, Ke Hone Laga Dil Mein Kuch is from the movie Khuda Kasam. It is sung by Mohammed Rafi, & Asha Bhosle and composed by Laxmikant–Pyarelal. The lyrics are written by Majrooh Sultanpuri. Music India Limited released the soundtrack album for the movie.

Yeh aap ne kya keh diya
Yeh aap ne kya keh diya
Ke hone laga dil mein
Kuchh kuchh kuchh kuchh
Yeh aap ne kya keh diya
Yeh aap ne kya keh diya
Ke hone laga dil mein
Kuchh kuchh kuchh kuchh
Aap ne kya keh diya

O o gajab aaj ki dhalati shaam hai
O o gajab aaj ki dhalati shaam hai
Aise mein mujhe tumase kaam hai
Pyaasi hu pyaare main dariya kinaare
Pyaasi hu pyaare main dariya kinaare
Abb toh mujhe teri lagi tu hi bujha
Kuchh kuchh kuchh kuchh
Aap ne kya keh diya
Yeh aap ne kya keh diya

O chhodo bhi sanam jag ki baat ko
O chhodo bhi sanam jag ki baat ko
Yahaan kaun aayega aadhi raat ko
Najarein mila lo tamanna nikaalo
Najarein mila lo tamanna nikaalo
Mujhe jo hai tujhe bhi ho wahin nasha
Kuchh kuchh kuchh kuchh
Aap ne kya keh diya,
Yeh aap ne kya keh diya
Ke hone laga dil mein
Kuchh kuchh kuchh kuchh
Aap ne kya keh diya

O o o aa ai gulbadan behaka de mujhe
O o o aa ai gulbadan behaka de mujhe
Apane pyaar se mehaka de mujhe
Aa ai hasina ke jab tak hai jina
Aa ai hasina ke jab tak hai jina
Maanu nahi jaanu nahi tere siwa
Kuchh kuchh kuchh kuchh
Aap ne kya keh diya,
Yeh aap ne kya keh diya
Ke hone laga dil mein
Kuchh kuchh kuchh kuchh
Aap ne kya keh diya,
Yeh aap ne kya keh diya.


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO